Teri Meri - Lyrics| Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal

Details
Title | Teri Meri - Lyrics| Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal |
Author | Soulful Music |
Duration | 5:18 |
File Format | MP3 / MP4 |
Original URL | https://youtube.com/watch?v=HWPSpMdDvVk |
Description
💕Hello Friends,
Today's Video isTeri Meri Lyrics.
Hope you love the video
If you do please Like Share and Subscribe
Do Hit the Notifications Bell to stay updated
👉I do not own anything.
All credits go to the right owners.
No copyright intended
#TeriMeriLyrics#SoulfulMusic
🎵🎵Lyrics:
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaa...
Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqiqat mein usey todna tha
Aa....
Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Teri meri baaton ka har lamha
Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaaa...
Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
👉© Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.